Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhatke Hue Rahi Ki Madad Kar Mere Allah
|
Suman Kalyanpur | Iqbal Qureshi | ||||
Alam Ara (1973) | Kaifi Azmi | Prayer | |||||
bhatke hue rahi ki madad kar mere allah
wo rah dikha jo mujhe pahuchaye madina
hai arsh jaha se bhi najar aaye madina
hai arsh jaha se bhi najar aaye madina
us rah pe kurban jo pahuchaye madina
hai arsh jaha se bhi najar aaye madina
jannat mile rashte me to thukra ke gujar jau
jannat mile rashte me to thukra ke gujar jau
thukra ke gujar jau thukra ke gujar jau
bas dhun ki jaldi najar aa jaye madina
us rah pe kurban jo pahuchaye madina
hai arsh jaha se bhi najar aaye madina
fir aankhe bhi chali jaye shikwa na karenge
fir aankhe bhi chali jaye shikwa na karenge
shikwa na karenge shikwa na karenge
ik bar jo aankho ko najar aaye madina
us rah pe kurban jo pahuchaye madina
hai arsh jaha se bhi najar aaye madina
hum mar ke kaha jayenge ye gum nahi hamko
hum mar ke kaha jayenge ye gum nahi hamko
ye gum nahi hamko ye gum nahi hamko
agar jindagi me tu hame dikhlaye madina
us rah pe kurban jo pahuchaye madina
hai arsh jaha se bhi najar aaye madina
aasar madine ke najar aate hai dekho
aasar madine ke najar aate hai dekho
aasar madine ke najar aate hai dekho
har mod pe kahte chalo kab aaye madina
aaye madina aaye madina aaye madina
aaye madina aaye madina aaye madina