Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhari Mehfil Me Kya Aise
|
Asha Bhosle | Chitalkar Ramchandra | ||||
Labela (1966) | Anand Bakshi | ||||||
bhari mahfil me kya aise kisi ka nam lete hai
mohabbat me kabhi to sabar se bhi kam lete hai
mohabbar rang lati hai janab aahista aahista
asar karti hai jaise ke sharab aahishta aahishta
mohabbar rang lati hai janab aahista aahista
koi sunle to ho jaye jamane bhar me ruswai
koi sunle to ho jaye jamane bhar me ruswai
ye bate kijiye hamse bate kijiye hamse
janab aahishta aahista asar karti hai jaise ke
sharab aahishta aahishta mohabbar rang lati hai
janab aahista aahista
najar milte hi saki se bahak jate the hum lekin
najar milte hi saki se bahak jate the hum lekin
hami peene lage hai hami peene lage hai
behisab aahista aahista asar karti hai jaise ke
sharab aahishta aahishta mohabbar rang lati hai
janab aahista aahista
sitamgar nam hai jinka bhala wo meharba kyu ho
sitamgar nam hai jinka bhala wo meharba kyu ho
uthane do hame rukh se uthane do hame rukh se
nakab aahishta aahishta asar karti hai jaise ke
sharab aahishta aahishta mohabbar rang lati hai
janab aahista aahista