Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhari Mehfil Me Chori Ho Gayaa Hai
|
Asha Bhosle | Hansraj Behl | ||||
Khaibar (1954) | Asad Bhopali | ||||||
bhari mahfil mein chori ho gaya dil mera
haye dil mera hoye dil mera
bhari mahfil mein chori ho gaya dil mera
haye dil mera hoye dil mera
are dhundho yahi par kho gaya
are dhundho yahi par kho gaya
dil mera haye dil mera hoye dil mera
bhari mahfil mein chori ho gaya dil mera
hay dil mera hoy dil mera
koi jalim koi katil koi jani koi dilbar
idhar hi dekhte hai sab kabhi hans kar kabhi tan kar
na jane kiski najaro ne ye jadu kar diya mujh par
ye jadu kar diya mujh par mere kabu se bahar ho gaya
mere kabu se bahar ho gaya
dil mera haye dil mera hoye dil mera
bhari mahfil mein chori ho gaya dil mera
haye dil mera hoye dil mera
batao naam lun kiska sabhi to bhole bhale hai
wo apna sar jhukaye hai wo apna dil sambhale hai
yahi do char matvale mera dil lene vale hai
mera dil lene wale hai unhi ko dekhte hi kho gaya
unhi ko dekhte hi kho gaya
dil mera haye dil mera hoye dil mera
are dhundho yahi par kho gaya
dil mera haye dil mera hoye dil mera
bhari mahfil mein chori ho gaya dil mera
haye dil mera hoye dil mera