Lyrics of Bharat Mata Ki Jay - अरे हम बावले छोरे
are hum baawle chhore
dil aur dimag me gunje hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
hindustan me reh ke kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
har kaum ka aadmi kehta hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
kis baat ki chinta, kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
jay bolo jay bharat mata ki jay
are jay bolo jay bharat mata ki jay
hindustan ki gatha chalo mai hu sunaata
jo bhi yaha aata yahi ka ho jaata
veero ka janmdata hai, satya ka vidhata
sone ki chidiya naam se bharat hi jaana jaata
buddhist hai prant saare, dil se hai shant
worldwide famous hamara rajnikant
albele mastano ki, aazadi armano ki
dharti hai matwalo ki, fauj hai diwano ki
jinhe chinta na hai prano ki
kya baat hai jawaano ki
jiske aage shant tha sikandar ka shaurya
eklauta sher tha chandragupta maurya
dil aur dimag me gunje hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
hindustan me reh ke kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
har kaum ka aadmi kehta hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
kis baat ki chinta, kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
jay bolo jay bharat mata ki jay
are jay bolo jay bharat mata ki jay
patanjali hamare guru jisne kiya yog shuru
vishwa ko sikha ke hum kehlaye vishwaguru
jivan ka saar, unch koti vichar
yaha ved aur puran me baste hai pran
sath me padhi jaati bible, kuran
bharosa insaan pe rakhta insaan
is bhumi pe janm lete balwan, isiliye kehte
mera bharat mahaan, mera bharat mahaan
sadiyo pehle udte the pushpak viman
mera bharat mahaan, mera bharat mahaan
misaailo ke raja shri abdul kalam
mera bharat mahaan, mera bharat mahaan
dil aur dimag me gunje hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
hindustan me reh ke kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
har kaum ka aadmi kehta hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
kis baat ki chinta, kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
jay bolo jay bharat mata ki jay
are jay bolo jay bharat mata ki jay
aajadi ka sahara bhagat singh sardara
ganga ke ghat pe har har ka naara
khuda bhi puchhega jab mera irada
to isi desh me janm lunga dobara
aanewala waqt aanewala zamana jiske naam hoga
hindustan hamara, hindustan hamara
dil aur dimag me gunje hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
hindustan me reh ke kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
har kaum ka aadmi kehta hai ye
jay bolo jay bharat mata ki jay
kis baat ki chinta, kis baat ka bhay
jay bolo jay bharat mata ki jay
jay bolo jay bharat mata ki jay