Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bharat Ki Ek Sannari Ki Hum Katha
|
Madhusudan, Yashwant | Shankar Rao Vyas | ||||
Ramayan (1954) | Ramesh Gupta | ||||||
bharat ke ek sanari ki ham katha sunate hai
ham katha sunate hai mithla ki rajdulari ki
ham khata sunate hai ham khata sunate hai
bharat ek sanari ki ham katha sunate hai
ham katha sunate hai
shivdanush raam ne todda shivdanush raam ne todda
mila chand-chakor ka joda mila chand-chakor ka joda
janakpuri se todda nata avadpuri se joda
janakpuri se todda nata avadpuri se joda
komal thi vo kali sukho me pali
vano me chali bahut dukh payi
sun kar uski vyatha nain bhar aate hai
ham katha sunate hai bharat ek sanari ki
ham katha sunate hai ham katha sunate hai
ravan ke chal kari siya ko hari
viddi kya kari sokh man payi
sita-sita kare birah me jare
vano me fire nikal raghurai nikal raghurai