Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhalai Duniyaa Ki Jo
|
Mohammed Rafi | Alla Rakha Qureshi | ||||
Shan-e-hatim (1958) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
kisi ne khawab me hatim se ek din pucha
ae marde nek jara
mujhko bhi ye raaj bata
khuda ke bando ko
milta hai kis tarah khuda
suni ye baat to
hatim ne hans ke usse kaha
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
phalak pe unko karib se salam karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
phalak pe unko karib se salam karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
khuda ki raah me lutate hai maalojar apna
vo apne ghar ko samjhate nahi hai ghar apna
jamin pe rah ke phalak pe makam karte hai
jamin pe rah ke phalak pe makam karte hai
phalak pe unko karib se salam karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
phalak pe unko karib se salam karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
unhe sukun nahi milta kabhi amiri me
ke baadshahi bhi karte hai vo fakiri me
mushibato me vo umre tamam karte hai
mushibato me vo umre tamam karte hai
phalak pe unko karib se salam karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai
phalak pe unko karib se salam karte hai
bhalai duniya ki jo
subho sham karte hai