Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhaiya Ke Haath Me Behna Ki Laaj Hai
|
S P Balasubramaniam, Asha Bhosle | Bappi Lahiri | Shatrughan Sinha | |||
Hoshiyar (1985) | Indeevar | Rakhi (Bhai Behan) Songs | |||||
bhaiya ke hath me behna ki laaz hai
bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai
daata ka ye mandir bahna khali na lautayega
dil ke jo bhi tum mangoge tumko mil jayega
kush ho ke mujhse kabhi jo puche mera krishan kanihya
itna mai mangu jab bhi janm lu tujhsa mile baiya
bahna ke hath me baiya ki laaz hai
baiya ke jivan ke liye vardaan mila hai
bahna ki surat me hi bhagwan mila hai
bahna ke hath me baiya ki laaz hai
dulhan banegi dholi chadegi apni bahna pyari
honge judaa jab denge vida hum royegi aankh humari
roye tum agar chodd ke apna ghar mai na kahi jaungi
tumhari sath payi hai jo khushiya kaha paungi
bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai
bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai