Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhagwan Ko Pal Bhar Tu Insan Bana Hota
|
Mohammed Rafi | N Datta | ||||
Ganga (1974) | Shad Fidayi, S H Bihari,, Khalik,, Aziz Kashmiri, | ||||||
bhagwan ko pal bhar tu insan bana hota
bhagwan jo pal bhar tu insan bana hota
aye maa aye maa aye maa tere kadmo me
bhagwan jhuka hota aye maa tere kadmo me
bhagwan jhuka hota
kahte hai tujhe uncha kuran bhi geeta bhi
karte hai teri pooja shri ram bhi sita bhi
hoti na tu fir to duniya me kya hota
aye maa aye maa aye maa tere kadmo me
bhagwan jhuka hota
fir kaun tujhe roke jab aan pe ban jaye
tu apne kaleje ko khud khun me nahlaye
jo kam kiya tune wo honi se kya hota
aye maa aye maa aye maa tere kadmo me
bhagwan jhuka hota
aulad se bhi badh kar hai tujhko vachan apna
khud apne hi hatho se fuka hai chaman apna
ab lash pe bete ki aasu to gira hota
aye maa tere kadmo me bhagwan jhuka hota
aye maa tere kadmo me bhagwan jhuka hota