Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bhagwaan Tumhari Satta Ko
|
Asha Bhosle | Chitragupt | ||||
Navratri (1955) | Gopal Singh Nepali | ||||||
bhagvan tumahri duniyan mein kyun dil thukraye jate hai
kyun chahane valo ke arma mitti mein milaye jate hai
bhagvan tumahri duniyan mein
kyun is bedard jamane mein
kyun is bedard jamane mein lakho hi mahal aashao ke
lakho hi mahal aashao ke
har roj banaye jate hai har roj banaye jate hai
bhagvan tumahri duniyan mein
hoti hai burai ki pooja hoti hai burai ki pooja
is teri andhi duniyan mein
aur nek insa aansu ki tarah najaro se giraye jate hai
bhagvan tumahri duniyan mein
o jivan bagiya ke mali teri bagiya ki ye reet hai kya
teri bagiya ki ye reet hai kya
jo phool khile shahare ke liye arthi pe chatheye jate hai
bhagvan tumahri duniyan mein kyun dil thukraye jate hai
kyun chahane valo ke arma mitti mein milaye jate hai
bhagvan tumahri duniyan mein