Lyrics of Bhaag Kahan Tak Bhagega - भाग कहाँ तक भागेगा
jab jab attyachar badhe ek masiha aaye
karke naash papio ka shurvir kehlaye
tu insaan hai insaano se kyun nafarat karta hai
jaane tu kis aag me har pal jalta hai
tu insaan hai insaano se kyun nafarat karta hai
jaane tu kis aag me har pal jalta hai
kya lekar tu aaya tha, kya lekar tu jayega
bhaag kaha tak bhagega, bhaag kaha tak bhagega
kar ke khun masumo ka shurvir kehlane wale
chhoti chhoti baato par nirbal ko behlane wale
kar ke khun masumo ka shurvir kehlane wale
chhoti chhoti baato par nirbal ko behlane wale
aaj hoga wo wakt kal ko ye jag chhota pad jayega
bhaag kaha tak bhagega, bhaag kaha tak bhagega
na ravan ka ghamand chala
na chala kans ka paap yaha
sunle tu bhi ae bande hoga yahi tera haal yaha
na ravan ka ghamand chala
na chala kans ka paap yaha
sunle tu bhi ae bande hoga yahi tera haal yaha
ab papo se darta hai wo apne bando ko nizam
bhaag kaha tak bhagega, bhaag kaha tak bhagega
bhaag kaha tak bhagega