Lyrics of Bezubaan Kb Se (Reprise) - बेजुबान कब से
tooti hai roothi hai haathon se chhooti hai
maana teri roshni
gehra andhera hai do pal thehra hai
rang aasmaano ka bhi aasan raahon ko tune liya kab hai
ziddi savere tere apne se waadon ke sau sau iraadon ke
dil mein basere tere
wo jo keh paaye na zubaan teri wo aankhen teri karde bayaan
paanv tere kahin roke rukenge na ho khud pe yakeen jo tera
teri kahani, teri zubaani sunega ye saara jahaan
bezubaan kab se tu rahaa begunaah sehta kyun rahaa bezubaan
wo ho khawabon ka tere qissa hai tera haq, tera hissa hai
tujhse na chheene jahaan ho teri intehaan dekhega
aaj aasmaan dekhega kya hai tera faisla
bezubaan kab se tu raha begunaah sehta kyun raha
bezubaan kab se tu raha begunaah sehta kyun raha
i dont wanna not be livin cause what could happen
who you tellin me to be something i can manage
feelin like i am ready after carrying all this baggage
it used to be challenge and it switch to an advantage
toughened by the failure and now strengthened by victory
feedin of the pain even though its contradictory
misery is something that i see as a mystery
periphery is empty and rest is move to history
teri intehaan dekhega aaj aasmaan dekhega
kya hai tera faisla