Lyrics of Beti Hai Paraya Dhan - बेटी है पराया धन
khusi se aankhe chhalki chhalki
yun lagta hai baat hai kal ki
chhoti si apni duniya thi
nanhi si apni muniya thi
beet gaya bachpan, beti hai paraya dhan
beet gaya bachpan, beti hai paraya dhan
beet gaya bachpan, beti hai paraya dhan
badha naya bandhan, badha naya bandhan
beti hai paraya dhan
beet gaya bachpan, beti hai paraya dhan
beet gaya bachpan, beti hai paraya dhan
ho o o o ho o o o o
kal wo apne ghar jayegi
hamko yad bahut aayegi
gunjengi uski muskane
kitna hamko tadapayegi
kal wo apne ghar jayegi
hamko yad bahut aayegi
gunjengi uski muskane
kitna hamko tadapayegi
manega na man kaisi hai uljhan
manega na man kaisi hai uljhan
ye kaisa bandhan, ye kaisa bandhan
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beet gaya bachpan, beti hai paraya dhan
ho o o o ho o o o o
ho o o o ho o o o o
lekin ye hai baat khushi ki
din hai khushi ka raat khushi ki
us ghar mein wo barsayegi
harpal pal barsat khushi ki
lekin ye hai baat khushi ki
din hai khushi ka raat khushi ki
us ghar mein wo barsayegi
harpal pal barsat khushi ki
us ghar ka aangan mehkega upvan
us ghar ka aangan mehkega upvan
ye kaisa bandhan, ye kaisa bandhan
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beti hai paraya dhan
layi tu jeevan mein ujala
phulo jaise mujhko pala
teri mamta ki chhaiya mein
mene paya ek shivala
layi tu jeevan mein ujala
phulo jaise mujhko pala
teri mamta ki chhaiya mein
mene paya ek shivala
main hu tera darpan, main ban ke chali dulhan
main hu tera darpan, main ban ke chali dulhan
akhiyon mein so van akhiyon mein so van
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beti hai paraya dhan, beet gaya bachpan
beti hai paraya dhan