Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Berukhee Ko Umrbhar Kaa
|
Suresh Wadkar | Madan Kajale | ||||
Khushboo (2014) | Quisar Ul Zafri | Ghazals | |||||
berukhi ko umrbhar ka faisla kaise kahu
berukhi ko umrbhar ka faisla kaise kahu
ddo kadam chalkar me tum ko
do kadam chalkar me tum ko
bewafa kaise kahu bewafa kaise kahu
berukhi ko umrbhar ka
sau bahane dundhta hu wo manane ke liye
sau bahane dundhta hu wo manane ke liye
koi yu ruthe to usko ruthna kaise kahu
koi yu ruthe to usko ruthna kaise kahu
ddo kadam chalkar me tum ko
do kadam chalkar me tum ko
bewafa kaise kahu berukhi ko umrbhar ka
samne aane ka ye andaj ji tad pa gaya
samne aane ka ye andaj ji tad pa gaya
ek jhalak dekhi hai usko dekhna kaise kahu
ddo kadam chalkar me tum ko
do kadam chalkar me tum ko
bewafa kaise kahu berukhi ko umrbhar ka
ye nigahe me nichi nichi ye tabsum jer lab
ye nigahe me nichi nichi ye tabsum jer lab
is ada se is ada se koi dil maange to na kaise kahu
ddo kadam chalkar me tum ko
do kadam chalkar me tum ko bewafa kaise kahu
berukhi ko umrbhar ka faisla kaise kahu
ddo kadam chalkar me tum ko
bewafa kaise kahu berukhi ko umrbhar ka