Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayal Aaye (Arijit Singh Version)
|
Arijit Singh | Sachet Parampara | ||||
Kabir Singh (2019) | Irshad Kamil | ||||||
bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
kyu bichhadna hai zaruri ye sawaal aaye
teri nazdeekiyo ki khushi behisaab thi
hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye
main jo tumse door hu kyu door mai rahu
tera ghuroor hu aa tu faasla mitaa
tu khwaab sa mila kyu khwaab tod du
bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
kyun judaai de gaya tu ye sawaal aaye
thoda sa main khafaa ho gayaa apne aap se
thoda sa tujhpe bhi bewajaah hi malaal aaye
hai ye tadpan hai ye uljhan kaise jee lu binaa tere
meri ab sab se hai anban bante kyu ye khuda mere
ye jo log baag hai jungle ki aag hai
kyu aag mein jalu ye nakaam pyaar me
khush hai ye haar me in jaisa kyu banu
raate dengi bata neendo me teri hi baat hai
bhoolu kaise tujhe tu to khayalo me sath hai
bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye
kyu bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
nazar ke aage har ik manzar
ret ki tarah bikhar rahaa hai
dard tumhaara badan me mere
zeher ki tarah utar rahaa hai
nazar ke aage har ik manzar
ret ki tarah bikhar raha hai
dard tumhara badan me mere
zeher ki tarah utar raha hai
aa zamaane aazmaa le ruthta nahi
faaslo se hauslaa ye tutta nahi
naa hai woh bewafaa aur na mai hu bewafa
wo meri aadato ki tarah chhutta nahi