Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Beimaan Sanam Tha Beimaan Mohabbat
|
Agam Kumar Nigam | Nikhil | ||||
Bewafaai Ka Aalam (Album) (0) | Praveen Bharadwaj | Sad Songs | |||||
dil pe chot lagi to jane
hum to yuhi the deewane
dil pe chot lagi to jane
hum to yuhi the deewane
humse pehali bhi likh dale
usne aur kayi afsaane
jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
dil pe chot lagi to jane
hum to yuhi the deewane
humse pehali bhi likh dale
usne aur kayi afsaane
jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
aankho ko na jagana na sona hai
ab to bus din raat tumhe rona hai
yaadon se picha na jab tak chutega
bus rab he jaane kya kya hona hai
uski galiyon me yuhi jata hu
phir kuch pal mein bas wapas aata hu
chalte chalte jab bhi thokar lagati to
apane hi dil ke kuch tukade pata hu
har tukade mein aag hai aise
garmi suraj mein ho jaisi
saare armaan mere jal gaye
jal gayi khwaahish kaisi kaisi
jab kuch kaha to phir suni na shikayaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
tanhayi ne jaan nikali sari
ek ek din ab toh lagata hai bhari
baate chahe koi bhi jitani karale
sach to ye hai duniya ishq se hari
ab to bas do char hai saanse baki
thode se din thodi raate baki
ab to shyad honth na kuch keh payenge
agale janam me hogi baate baki
meri saanse jab ruk jaye
meri palake jab jhuk jaye
lamaha bhar jinda rehane ki
sari umeede uth jaye
tab mai kahunga ye hai unki inaayat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
dil pe chot lagi to jane
hum to yuhi the deewane
hum se pehali bhi likh dale
usne aur kayi afsaane
jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat
beimaan sanam tha beimaan mohabaat.