Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Begana Vaar Unse
|
Hariharan | Nazar Hussain | ||||
Lahore Ke Rang Hari Ke Sang (Album) (0) | Nasir Kazmi | Ghazals | |||||
begaana vaar unse
mulaqat ho to ho
begaana vaar unse
unse mulaqat ho to ho
ab door door hi se
koi baat ho to ho
begaana vaar unse
unse mulaqat ho to ho
mushkil hai phir mile
kabhi yaarane raftgaa
mushkil hai phir mile
kabhi yaarane raftgaa
taqdeer hi se ab ye
karamaat ho to ho
begaana vaar unse
unse mulaqat ho to ho
unko to yaad aaye
huye muddate hui
unko to yaad aaye
huye muddate hui
jeene ki wajah aur
koi baat ho to ho
begana vaar unse
unse mulaqat ho to ho
kya jaanu kyu ulajhte
hain wo baat baat par
kya jaanu kyu ulajhte
hain wo baat baat par
maqsad kuch is se
tarq-e-mulaqat ho to ho
begaana vaar unse
unse mulaqat ho to ho
ab door door hi se
koi baat ho to ho
begaana vaar unse
unse mulaqat ho to ho