Lyrics of Beeti Baate (Hariharan) - बीती बातें दोहराने की आदत सी हो गई हैं
beeti baate dohrane ki aadat si ho gayi hai
beeti baate dohrane ki aadat si ho gayi hai
chalte chalte, chalte chalte
ruk jane ki aadat si ho gayi hai
beeti baate dohrane ki aadat si ho gayi hai
beeti baate
jab dil par koi zakhm laga
khamosh rahe ya hansne lage
jab dil par koi zakhm laga
khamosh rahe ya hansne lage
humko aansu pee jane ke
aadat si ho gayi hai
humko aansu pee jane ke
aadat si ho gayi hai
chalte chalte ruk jane ki
aadat si ho gayi hai
beeti baate
humko ye bhi yaad nahi
kya khoya hai kya paya hai
humko ye bhi yaad nahi
kya khoya hai kya paya hai
logo se dhokha khane ki
aadat si ho gayi hai
logo se dhokha khane ki
aadat si ho gayi hai
chalte chalte ruk jane ki
aadat si ho gayi hai
beeti baate
raashid apne sune ghar me
pal bhar ke liye wo aaya tha
raashid apne sune ghar me
pal bhar ke liye wo aaya tha
chaukhat pe deeye sajane ki
aadat si ho gayi hai
chaukhat pe deeye sajane ki
aadat si ho gayi hai
chalte chalte, chalte chalte
ruk jane ki aadat si ho gayi hai
beeti baate dohrane ki aadat si ho gayi hai
beeti baate