Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bedardi Ke Sang Pyar Kiya
|
Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Raj Anand | Mithun Chakraborty | |||
Kaalia (1997) | Anand Raj Anand | ||||||
bedardi ke sang pyar kiya dil mufat me hi var diya
bedardi ke sang pyar kiya dil mufat me hi var diya
gori tune jo bhi kiya jaisa kiya acha kiya
ha fir to aitbar kiya bedardi ke sang pyar kiya
bedardi ke sang pyar kiya dil mufat me hi var diya
dil ne kya kaha dil ne kya suna tere jane tu
bholi mai sajan mai kya janu baithe bithaye fas gayi
tere pyar me mai janu mai tera hu bas itna janu
uth uth ke rato me sochu maine ye kya kiya
nind bhi dedi chain gavaya dil bhi uspe diya
gori tune jo bhi kiya jaisa kiya acha kiya
ha fir to dil nisar kiya bedardi ke sang pyar kiya
bedardi ke sang pyar kiya dil mufat me hi var diya
itna batade tune mujhko bedard kyo kaha
aise hi kon sa dil se kaha ha takrar bin jo pyar ho
uska bhi kya maja jane ja tune ye khub kaha
lakh sataye lakh rulaye fir bhi mere piya
lage tu sabse pyara jag me jadu ye kya kiya
gori maine jo bhi kiya kiya jaisa kiya acha kiya
ha fir to dil tujse pyar kiya bedardi ke sang pyar kiya
bedardi ke sang pyar kiya dil mufat me hi var diya