Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Basti Ke Logo Me Huye Badnaam
|
Kishore Kumar | Khayyam | Jeetendra | |||
Khandaan (1979) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
basti ke logo me hue badnam lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
dil kar diya ek sitam gar ke nam lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
basti ke logo me hue badnam
kaise kahu kisliye badguma hai
mujhse khafa hai magar meri ja hai
kaise kahu kisliye badguma hai
mujhse khafa hai magar meri ja hai
jalim ne kar di hai ninde haram lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
basti ke logo me hue badnam
sapno ki dulhan mere dil ki rani
chanchal si natkhat si alhad diwani
sapno ki dulhan mere dil ki rani
chanchal si natkhat si alhad diwani
mujhse ulajhti rahe subah sham lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
basti ke logo me hue badnam
julfo me khusbu hai aankho me masti
gore badan se hai madira chhalakti
julfo me khusbu hai aankho me masti
gore badan se hai madira chhalakti
fir bhi hai pyasa mere dil ka jam lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
basti ke logo me hue badnam lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
dil kar diya ek sitam gar ke nam lage ilzam
chahat buri yaro chaht buri
basti ke logo me hue badnam