Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bas Yahi Apradh Main Har Baar
|
Mukesh Chand Mathur | Shankar Jaikishan | Manoj Kumar | |||
Pehchan (1970) | Neeraj | Philosophical Songs, Filmfare Awards Nominee, Sad Songs | |||||
bas yehi apradh main har baar karta hu
bas yehi apradh main har baar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
bas yehi apradh main har baar karta hu
bas yehi apradh main har baar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
ek khilauna ban gaya duniya ke mele me
koi khele bhid me koi akele me
ek khilauna ban gaya duniya ke mele me
koi khele bhid me koi akele me
muskura kar bhent har swikar karta hu
muskura kar bhent har swikar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
hu bahut naadan karta hu ye naadani
bech kar khishiya kharidu aankh ka paani
hu bahut naadan karta hu ye naadani
bech kar khishiya kharidu aankh ka paani
hath khali hain magar vyapar karta hu
hath khali hain magar vyapar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
main basana chahta hu swarg dharti par
aadmi jis me rahe bas aadmi bankar
main basana chahta hu swarg dharti par
aadmi jis me rahe bas aadmi bankar
us nagar ki har gali taiyar karta hu
us nagar ki har gali taiyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
bas yehi apradh main har baar karta hu
bas yehi apradh main har baar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu
aadmi hu aadmi se pyar karta hu