Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bas Me Taqdeer Nahi
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Alla Rakha Qureshi | ||||
Indra Sabha (1956) | Shewan Rizvi | ||||||
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi
ab to milne ki bhi unse koi tadbeer nahi
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi
ab to milne ki bhi unse koi tadbeer nahi
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi
raat ki soyi mujhe saiyaad ne aazad kiya
raat ki soyi mujhe saiyaad ne aazad kiya
aur kaha jake tu ab kah bhi le zanzir nahi
ab to milne ki bhi unse koi tadbeer nahi
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi
ab nahi sar dar-o-diwar se takrate hai
ab nahi sar dar-o-diwar se takrate hai
koi shikwa ko ehsaas se taqdeer nahi
ab to milne ki bhi unse koi tadbeer nahi
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi
thokre khati hu main teri mohabbat ke liye
thokre khati hu main teri mohabbat ke liye
ae thokre khati hu main teri mohabbat ke liye
khab wo dekha hai jiski koi tabir nahi
ab to milne ki bhi unse koi tadbeer nahi
bas me taqdeer nahi
aah me tasir nahi