Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bas Ek Sazaa Hi To Hai Zindagi (2)
|
Mahendra Kapoor | Madan Mohan | ||||
Jailor (1958) | Rajinder Krishan | ||||||
bas ek saza hi to hai zindagi
bas ek saza hi to hai zindagi
koi ro ro ke kaaten koi has ke gujare
ek saza hi to hai zindagi
bas ek saza hi to hai zindagi
tere hathon ka banaya hua ye jail hai
tere apne hi karmo ka ye khel hai
tere apne hi karmo ka ye khel hai
chahe isko bigade chahe isko sanware
ek saza hi to hai zindagi
bas ek saza hi to hai zindagi
koi ro ro ke kaaten koi has ke gujare
ek saza hi to hai zindagi
bas ek saza hi to hai zindagi
khel ban ban ke dekhe bigadte yahan
aur mil mil ke dekhe bichhadte yahan
aur mil mil ke dekhe bichhadte yahan
kahi jhuthe bhi jeete kahi sachche bhi hare
ek saza hi to hai zindagi
bas ek saza hi to hai zindagi
jinko samjha tha apna daga de gaye
aag dil mein laga ke hawa de gaye
aag dil mein laga ke hawa de gaye
huye ab wo paraye the jo ik din hamare
ek saza hi to hai zindagi
koi ro ro ke kaaten koi has ke gujare
ek saza hi to hai zindagi
bas ek saza hi to hai zindagi