Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bas Aisaa Hi Hai Meri Jaan
|
Imaad Shah | Imaad Shah | ||||
404 (2011) | Imaad Shah | Motivational Songs | |||||
bas aisa hi hai jaisa hai bas aisa hi hai meri jaan
bas aisa hi hai jaisa bhi hai aisa rahega ji yahan
master ji koi nayi cheez sikhani ho to meri baat mano
ise pehle ki aaj kal ke is traffic mein
aap apni jaan na kho dalo
kache pake irado se aur tuti tuti yadon se
mehel banega hamara haan bas aisa hi hai jaisa hai
bas aisa hi hai meri jaan bas aisa hi hai jaisa bhi hai
aisa rahega ji yahan
arey bandhu re tere aas paas dekh le
aakhir kya ho raha hai yahaan teri meerut wali
chachi tujhko dhund rahi hai
cyber cafe mein baithi hai waha
hati purani chithiyo iss desh ki pachis mitiyon se
mehel banega hamara haan bas aisa hi hai jaisa hai
bas aisa hi hai meri jaan bas aisa hi hai jaisa bhi hai
aisa rahega ji yahan
arey master ji koi nayi cheez sikhani ho to
meri baat na mano ise pehle ki
is sharafat ke mausam me
kisi sundri ko aap apna dil le aao
mere mann ki makdiyon se aag se jali yeh lakdiyon se
hati purani chithiyon is desh ki pachis mitiyon se
kache pakke irado se aur tuti tuti yadon se
mehel banega hamara haan bas aisa hi hai jaisa hai
bas aisa hi hai meri jaan bas aisa hi hai jaisa bhi hai
aisa rahega ji yahaan