Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Barso Beete
|
Kishore Kumar, Amit Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
Bagula Bhagat (1979) | Anjaan | ||||||
are barso bhite
yuhi jeete
hui na puri mann ki aas
jaise jaise ghat te gaye din
bhadti gayi her pyas
are udte panchi dekh k
pyasa mann lalchae
fase pade hai jaal mein hum
toh sanyad khada muskae
kya kya aarma
dil mein the apne
dil mein the apne
kya kya aarma
dil mein the apne
kya kya dekhe the
jine ke sapne
jine ke sapne
are sapne reh gaye
sapne yaaro dekho
aake kaha hum fas gaye hai
yaaro fass gaye hai
hum toh fass gaye hai
fass gaye hai
oh badi buri trah hum
fas gaye hai
kabhi hum bhi aajad
panchi the yaaro
baharo mein apna bhi
tha aashiyana
ha tha aashiyana
magar vaqt ne ek
din rang badla
wo parcut gaye
wo luta aashiyana
luta aashiyana
luta aashiyana
wo kya tha jamana
ye kya hai jamana
wo kya tha jamana
ye kya hai jamana
are dil ki reh gayi
dil mein yaaro dekho
aake kaha hum fas gaye hai
yaaro fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
oh badi buri trah hum
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
ho ho ....
yha zurm karne ko karte sabhi hai
yha zurm karne ko karte sabhi hai
magar wo hai mujrim jo pakde gaye hai
jo pakde gaye hai
gunegaar baaki toh aazaad hai sab
humi bediyo mein kyun jakde gaye hai
kyun jakde gaye hai
kyun jakde gaye hai
jo tum jakde gaye ho
tumari hi khata hai
musibat jalne mein
tumhe aata maja hai
tumhe aata maja hai
musibat jalne mein
kisse aata maja hai
magar majbur hai hum
nahi koi rasta
nahi koi rasta
hazaro raste mein
nahi tumko pata hai
usse milti hai manjil
jo manjil dhundta hai
wo manjil dhundta hai
ada ye zindagi ki
hume bi toh sikha do
andere mein fase hum
ujala tum dikha do
andere ke panchi
ujale mein mud ja
kabhi sath leke ye
pinjra bi ud ja
oh warna ye mt kehna
yaaro dekho dekho
yaaro fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
oh badi buri trah hum
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
kya kya arma
dil mein the apne
dil mein the apne
kya kya dekhe the
jine ke sapne
jine ke sapne
are sapne reh gaye
sapne yaaro dekho dekho
aake kaha hum fas gaye
yaaro fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
oh badi buri trah hum
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
kya kya arma
dil mein the apne
dil mein the apne
kya kya dekhe the
jine ke sapne
jine ke sapne
are sapne reh gaye
sapne yaaro dekho dekho
aake kaha hum fas gaye
yaaro fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
yaaro fass gaye hai
yaaro fass gaye hai