Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Banwari O Banwari Meri Bari Re Kahe Ko
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | Ravi | ||||
Chingari (1989) | Sahir Ludhianvi | Religious Songs | |||||
banwari re o banwari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
jab jab peed pari dukhiyan par
tumhi ne vipda taali re
meri bari re kaahe ko bhule banwari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
ghan ka jyoti janam ki papan
parpushan ki pyaari parpushan ki pyaari
dharm karam ki liptan aayi paap kiye atti bhari
paap ki atti bhari
ek tote ki rom ratan se tune paar utari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
drupadhsuta pandav ki nari juva khel kar haari
juva khel kar haari
bari sabha me dhust dusasan khaichan lagaa saadi
khaichan lagaa saadi
luthati laaz bachai jab vo dukhiya tumhe pukaari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
meera tere pyar ke karan lok laaz sab haari
lok laaz sab haari
nirlaj kahe raana ne usko bejhi naag pitari
bejhi naag pitari
naag phul vish amrit ban gaya teri lila nyaari
meri bari re kahe ko bhule banwari
meri bari re kahe ko bhule banwari
jab jab bheed pari dukhiyan par
tumhi ne vipta hari
meri bari re kaahe ko bhule banwari
meri bari re kaahe ko bhule banwari