Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bansi Ki Madhur Dhun Se Mere Bhag
|
Amirbai Karnataki | Shyam Sundar | ||||
Village Girl (1945) | Wali Sahab | ||||||
bansi ki madhur
bansi ki madhur dhun se mere bhag jaga de
bhag jaga de mere shyam bhag jaga de
he shyam mere shyam meri par baat bana de
shaym ghanshyam he shyam ghanshyam
he shyam ghanshyam he shyam ghanshyam
he shyam ghanshyam
tu chahe to ban sakte hai sab kaaz hamare
tu chahe to ban sakte hai sab kaaz hamare
aakash pe lag sakte hai tute hue tare
aakash pe lag sakte hai tute hue tare
tuti hui nawo ko kinare se laga de
he shyam ghanshyam he shyam ghanshyam
he shyam ghanshyam he shyam ghanshyam
bansi ki madhur
bansi ki madhur dhun se mere bhag jaga de
he sham mere shyam par baat bana de par baat bana de
mere armano ki bhakti ko bacha de
mere armano ki bhakti ko bacha de
bujhte hue aashao ke deepak ko jala de
tufa se bachake hame
tufa se bachake hame raste pe laga de
he shyam he shyam he shyam he shyam
he shyam he shyam he shyam he shyam
he shyam he shyam he shyam he shyam
he shyam he shyam he shyam he shyam