Lyrics of Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya - बन्ना मेरा आया हरियाला बन्ना आया
banna mera aaya hariyala banna aaya
banna mera aaya hariyala banna aaya
banna mera aaya hariyala banna aaya
koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
haye raam kasam mai mar jau
koi aaye to sahi pyar ki duniya lekar
haye raam kasam mar jau
koi aaye to sahi
lo aa gaye hai kya hai irada
gabrana kaisa sang chalo radha
lo aa gaye hai kya hai irada
gabrana kaisa sang chalo radha
lo aa gaye hai
koyal kaali badal kaale
kanha ka man bhi kaala
mai to bijuliya hu badal banu kyu
tan kyu kru apna kaala
koyal kaali badal kaale
kanha ka man bhi kaala
mai to bijuliya hu badal banu kyu
tan kyu kru apna kaala
sun nandlala, sun nandlala
sun nandlala, sun nandlala
hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
aankho me apni band kiya
kya bura kiya, haye kya bura kiya
pathar ke dil me daal di ulfat ki dhadkane
pathar ke dil me daal di ulfat ki dhadkane
pathar ko dardmand kiya, kya bura kiya
haye kya bura kiya
hamne tumhe pasand kiya
kya bura kiya, haye kya bura kiya
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
aayi hai hawaye leke piya ji ke taar
peepal ke patva pe likh di dil ki baat
aayi hai hawaye leke piya ji ke taar
peepal ke patva pe ho ji o
pyara sandesha mujhe mil to gaya hai
sehre ka phul mere khil to gaya hai
pyara sandesha mujhe mil to gaya hai
sehre ka phul mere khil to gaya hai
itna bata de aau milne kaha par
ya iss jamin par ya aasman par
ya iss jamin par ya aasman par
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo
jamuna kinare mere ganv mera ganv
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo
jamuna kinare mere ganv mera ganv
sanware aayi jaiyo, sanware aayi jaiyo
sanware aayi jaiyo, aayi jaiyo aayi jaiyo
dil ka sahara tera pyar, tera pyar tera pyar hai
mujhko ganwara intejar intejar intejar hai
dil ka sahara tera pyar, tera pyar tera pyar hai
kuch log duniya me nasib le ke aate hai
baki bas aate hai aur yu hi chale jate hai
kuch log duniya me nasib le ke aate hai
baki bas aate hai aur yu hi chale jate hai
baki yu hi aate hai aur yu hi chale jate hai
jane kab aate hai jane kab jate hai
chand log duniya me, baki bas aate hai
aur yu hi chale jate hai
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
ek janam kam hai sanam pyar ke liye
ek janam kam hai sanam pyar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
marke bhi laut aayenge ham yaar ke liye
is paar nahi to fir, us paar milenge ham
sau baar bichad ke bhi, ek baar milenge ham
is paar nahi to fir, us paar milenge ham
sau baar bichad ke bhi, ek baar milenge ham