Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Banke Gulgule Jal Ke Bulbule
|
Kishore Kumar | Sachin Dev Burman | Kishore Kumar | |||
Apna Haath Jagannath (1960) | Kaifi Azmi | Masti Bhare Geet | |||||
banke gulgule jal ke bulbule
banke gulgule jal ke bulbule
yar chulbule sun re pagle bole re baar baar
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
soda sabun ritha pani mitha mitha
inke unke kapde dhokar sabko bana de chaila
humne paap chipaye dag sab ke mitaye
humse sari dunia ujali hami ko samjhe mela
banke gulgule jal ke bulbule yar chulbule sun re pagle
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
are wah wah na na are wah wah na na
wah wah na na wah wah
resham ho ya khadi kab tak lade ladi
subah ka maila aachal dhokar
kirno par failaye dunia ka gum kacha
apna loha sacha fer ke kundli sham se loha
sham ko bhi chamkaye banke gulgule jal ke bulbule
yar chulbule sun re pagle
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
gori gori dhobaniya odhe re odaniya
pahne re nathaniya banke dulahaniya
chhup ke isare kare chhup ke
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole
dhole tu aaj apne dil ke sab dag dhole