Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Banjaaran, Raat Gaye Ik Banjaran Gumshuda Ho Gayi
|
Sonu Kakkar, Rahul Ram | Bishakh-Kanish | Sahil Anand, Erica Fernandes | |||
Babloo Happy Hai (2014) | Protique Mojoomdar | Dance Songs | |||||
raat gaye haye ik banjaran gumshuda ho gayi
raat gaye haye ik prem pujaran phir khuda ho gayi
aaja phir se jannat chakha du ek hi raat hain
lab ye paimane se peela du ek hi baat hain
raat gaye haye yehi banjaran gumshuda ho gayi
raat gaye haye wo prem pujaran phir khuda ho gayi haye
aara mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba
mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba
mehbuba mehbuba mehbuba
raat tera sar urjha sadko pe nikle
raat tera sar urjha sadko pe nikle
badtameez meri parchhayi pakad ke chale
jism ke had se pare dil se kya arz kare
band kachehari me oo oo
band kachehari me chor dil ka mamla arz kare
hey raat kafi nahi raat baki nahi
hey raat kafi nahi raat baki nahi
aaj dil ki shamma bujha do raat kafi nahi
jism se ek shola jala do raat baaki nahi haa
raat gaye haye ik aawara bewafa ho gayi
raat gaye woh prem pujaran phir khuda ho gayi
mehbuba mehbuba mehbuba
tujhko chhune ke baad se allah reham kare
tujhko chhune ke baad se allah reham kare
tujhko chhune ki ye zarurat kuch to kam kare
mastiya aise lute raat bhi so ke uthe
jane wo kya dekhe haye oo
jane wo kya dekhe haye subah to khwabo me so ke uthe
ye ye beparwah hain laparwah hain
ye ye beparwah hain laparwah hain
aatishe bikhari hain padi beparwaah hain
khwahishe sulagi huyi aur laparwah hain
raat gaye haye sokh pahadan behaya ho gayi
raat gaye wo prem pujaran phir khuda ho gayi