Lyrics of Ban Ke Kitab Teri Tere Sine - बन के किताब तेरी, तेरे सीने
lara la lara ra la lara la lara la
lara la lara ra la lara la lara la
ban ke kitab teri, tere sine se lipta rahunga
dil ke karib rehke, teri dhadkan gina karunga
ban ke kitab teri, tere sine se lipta rahunga
dil ke karib rehke, teri dhadkan gina karunga
one two three four
five six seven eight
nine ten eleven twelve
thirteen forteen fifteen sixteen
bus bus bus bus bus
solahh ka kamal hai, bada bura haal hai
mithe mithe sapno ka, solva ye saal hai
solah ka kamal hai, bada bura haal hai
mithe mithe sapno ka, solva ye saal hai
ban ke kitab teri, tere sine se lipta rahunga
dil ke karib rehke, teri dhadkan gina karunga
ban ke kitab teri
aankhon me basa hai chehra yeh tera
tera, tera,tera
padhne me nahi mann lagta hai mera
mera, mera, mera
teri yaad jo tadpati hai kya kru
kru, kru, kru
mujhe neend nahi aati hai kya kru
kru, kru, kru
solah ka kamal hai, bada bura haal hai
mithe mithe sapno ka, solva ye saal hai
ban ke kitab teri, tere sine se lipta rahunga
dil ke karib rehke, teri dhadkan gina karunga
ban ke kitab teri
din raat mere sapno me tu basa
basa, basa, basa
mujhe chhaya hua hai tera hi nasha
nasha, nasha , nasha
tera naam rahe hontho par ab sada
sada, sada, sada
lagti hai hansi ab teri har aada
aada, aada, aada
solah ka kamal hai, bada bura haal hai
mithe mithe sapno ka, solva ye saal hai
ban ke taabiz teri, tere sine se lipti rahungi
dil ke karib rehke, teri dhadkan gina karungi
ek do teen char
panch chey saath aath
no dus gyara barah
terah chodha pandhara solah
bus bus bus bus bus
solah ka kamal hai, bada bura haal hai
dekho na pasine se, bhiga yeh rumal hai
solah ka kamal hai, bada bura haal hai
dekho na pasine se, bhiga yeh rumal hai
ban ke kitab teri, tere sine se lipta rahunga
dil ke karib rehke, teri dhadkan gina karunga