Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bambai Raat Ki Baho Me
|
Asha Bhosle | J P Kaushik | Persis Khambatta, Jalal Agha | |||
Bambai Raat Ki Bahon Mein (1968) | Hasan Kamaal | Title Song | |||||
bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me
kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me
bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me
kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me
kha pee aur maje uda kha pee aur maje uda
kyu sabki fikro me dhalta hai ga jhum mastiya luta
kyu gum ke sholo me jalta hai kal ki chinta kyu darta hai
tu kyu darta hai kyu marta hai dunia ke dukh bhul ja
aaja aaja pyar ki raho me bambai rat ki baho me
kahe nigahe un nigaho me kyu khoya hai tu aaho me aaja
aaja aaja pyar ki raho me bombay he he bombay
bombay he he bombay he bombay he bombay
he bombay he bombay
rat muskurati hai what is sweet mind
rat muskurati hai jine ka raz batati hai jab
chahe to thoda jhuk ja dam lage to khud bik ja bik ja bik ja
gairo se agar dil milta hai gairo ko apna
apno ko tu bhul ja aaja aaja pyar ki raho me
bambai rat ki baho me kahe nigahe un nigaho me
kyu khoya hai tu aaho me aaja aaja aaja pyar ki raho me