Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Balram Ne Bahut Samjhaya, Par Raam Ne Dhokha Khaya
|
Dilraj Kaur, Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Dharmendra, Zeenat Aman | |||
Ram Balram (1980) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
balram ne bahut samjhaya balram ne bahut samjhaya
par ram ne bahut dhokha khaya
ab to ram hi jaan bachaye bachaye beda paar lagaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
jo hona tha ho gaya jo hona hai ho jaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
ham pinjare ke panchhi pinjare ke panchhi
pinjare ke panchhi hamse kitni dur bahare
aao mil kar soche mil kar soche
aao mil kar soche apni bigadi aap saware
teri sari baten jaisi lakdi ki talware lakdi ki talware
lakdi ki talware to banwa do muskil me kam na aye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
ho gore mukh pe julf ye kali nagin si lahraye
nagan se rahna dur sapere tujhe das na jaye
jaan hatheli par jo rakhe apne pas wo aaye
aane wale aa gaye aa gaye dil dhadke haye haye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
jab tak ram ki sena aaye gate raho ye gaana
jab tak ram ki sena aaye gate raho ye gaana
band hai sare darwaje har rasta hai anjana
are muskil hai is rawan ki lanka se bach ke jaana
are muskil hai is rawan ki lanka se bach ke jaana
vinti hai hanuman se hanuman se lanka me aag lagaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
jo hona tha ho gaya jo hona hai ho jaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye
ab to ram hi jaan bachaye beda paar lagaye