Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bahut Khoobsurat Hai Ye Aankhen
|
Mohammed Rafi, Mubarak Begum | C Arjun | ||||
Subah Zaroor Aayegi (1977) | Jan Nisar Akhtar | ||||||
bahut khoobsurat hai aankhen tumhari
agar ye khain muskura de toh kya ho
lagi hai yuhi aag dil mein tumhare
hum ik aur bijli gira de kya ho
ho bahut khoobsurat hai aankhen tumhari
isharo se chedo yaa has kar sataye
hasi hai muhabat ki sari khataye
isharo se chede yaa has kar sataye
hasi ha muhabat ki sari khataye
tumhari khataoko hm jante hai
khatao se phle saja de kya ho
bahu khoobsurat hai aankhen tumhari
jo pass aagye to ho to daman
naa choona kahin shok dil ka naa
ho jaye doona jo pass aa gaye ho to
daman naa choona kahin shok dil ka
ho jaye na doona
muhabat mein ye kaid ye shart kaisi
koi shart hum bhi laga de
toh kya ho lagi hai yuhi aag dil mein
tumhari nighao se chota sa pegam
de do tadpte huye dil ko aaram de do
tumhari nighao se chota sa pegam de do
tadpte huye dil ko aaram de do
abhi se ye alam hai betabiyon ka
jo thoda bahut aasra de to kya ho
bahut khoobsurat hai aanken tumhari
agar ye kahin muskara de to kya ho