Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bahut Betaqalluf Huye Ja Rahe Hai Jo Mehaman Banke
|
Shamshad Begum, G. M. Durrani | Govind Ram | Dilip Kumar | |||
Ghar Ki Izzat (1948) | I C Kapoor | Romantic Songs | |||||
bahut betakluf huye ja rahe hai hai hai hai
bahut betakluf huye ja rahe hai
jo mehman banke hai aaye hamare
jo mehman banke hai aaye hamare
labho pe hai halki si ek muskurahat
adao me sokhi nigah me ishare
adao me sokhi nigah me ishare
dil cheera tirchi najar se dil ka ikrar karte ho
tum bebsi ki bholi si bate sunate sunate
vo le aaye sath hamko dariya kinare
vo le aaye sath hamko dariya kinare
jawab hai khamoshi dil bhi hai majbur
jawab hai khamoshi dil bhi hai majbur kyu
mohabbat ki duniya ka yahi hai dastur
agar puchhana ho kaho dil se puchhe
sun jo kehte hai naina hamare
sun jo kehte hai naina hamare
hame dil pe nahi ikhatiyar
na apni aankho pe hai aitbar
lo kehti hu khakar kasam pyar ki
ye dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare
ye dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare