Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Baharo Ne Jise Chheda Hai
|
Mukesh Chand Mathur | Gyan Dutt | Raj Kapoor | |||
Sunehre Din (1949) | Shewan Rizvi | Romantic Songs | |||||
baharo ne jise cheda hai wo saz-e-jawani hai
zamana sun raha hai jisko
zamana sun raha hai jisko
wo meri kahani hai baharo ne jise cheda
kasam khake kisi ko jab kabhi apna banaunga
chaman ki daliyo se laliya phulo ki launga
sitaro ke chirago se phir is ghar ko sajaunga
ke is ghar me ek nayi dunia basani hai
baharo ne jise cheda
chaman me sabne hi gaya tarana jindgani ka
magar sabse alag tha rang meri hi kahani ka
fasana is kadar rangin tha
meri jawani ka ke jisne bhi suna
kahne laga meri kahani hai
baharo ne jise cheda
koi samjhe na samjhe
mai kahe deta hu dunia se
ke mai dunia me hu
matlab nahi rakhta hu dunia se
kabhi kuch dil me ata hai
mai kah deta hu dunia se
meri aawaz hi meri tamnna ki nishani hai
baharo ne jise cheda
zamana sun raha hai jisko
meri kahani hai
baharo ne jise cheda