Lyrics of Bago Me Kaise Yeh Phul Khilte Hain - बाग़ों में कैसे ये फूल खिलते है
baago me baago me kaise ye phul khilte hai ho khilte hai
khilte hai bhanwaro se jab phul milte hai ho milte hai
ho ho ho baago me
rangili rut aake rang deti hai neem ko
rangili rut aake rang deti hai neem ko
nahi tum si koi gori chum leti hai inko
phulo ko phulo ko hontho se rang bhi milte hai ho milte hai
ho ho ho baago me
mausam baharo ke lagte hai kyun pyare
mausam baharo ke lagte hai kyun pyare
hanste hai, rote hai, kaliyo ke sang saare
kaliyo ke kaliyo ke khilne se dil bhi khilte hai ho khilte hai
baago me
achha ab tum bolo aisa kab hota hai
achha ab tum bolo aisa kab hota hai
bade wo ho mat chhedo aisa tab hota hai
jab tere jab tere naino se mere nain milte hai ho milte hai
baago me baago me kaise ye phul khilte hai ho khilte hai
khilte hai bhanwaro se jab phul milte hai ho milte hai
ho ho ho baago me