The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Bado Ka Hai Farmana Kisi Se Dil Na Lagana
0
Kavita Krishnamurthy, Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Shailendra Singh Laxmikant Pyarelal
Mar Mitenge (1988) Anand Bakshi Masti Bhare Geet
Lyrics of Bado Ka Hai Farmana Kisi Se Dil Na Lagana - बडो का है फरमाना किसी से दिल ना लगाना

bado ka hai farmana kisi se dil na lagana
bado ka hai farmana kisi se dil na lagana
na kahna tune mana na kahna maine mana
ye kar deta hai diwana ishk hai ishk hai ye
o jana ishk hai ishk hai ye

bado ka hai farmana kisi se dil na lagana
bado ka hai farmana kisi se dil na lagana
na kahna tune mana na kahna maine mana
ye kar deta hai diwana ishk hai ishk hai ye
ishk hai ishk hai ye ishk hai ishk hai ye

mausam hai mausam hai mulakato ka
kuchh pyar bhari bato ka
mausam hai mulakato ka kuch pyar bhari bato ka
din to guzar jata hai hal na pucho rato ka
din to guzar jata hai hal na pucho rato ka
hum jage so jaye zamana ishk hai ishk hai ye
ishk hai ishk hai ye ishk hai ishk hai ye

kahna hai parwane ka are kahna hai parwane ka
mujhe sokh hai jal jane ka mujhe sokh hai jal jane ka
lakh sambhale dil koi par dil ke aane jane lakh
sambhale dil koi par dil ke aane jane ban
jata hai koi bahana ishk hai ishk hai ye
o ishk hai ishk hai ye ishk hai ishk hai ye

ishk se jo takrate hai ishk se jo takrate hai
tut ke hi wo rah jate hai tut ke hi wo rah jate hai
hum ye dil ye jaan sanam tere naam lagate hai
hum ye dil ye jaan sanam tere naam lagate hai
kar le jo karta hai zamana ishk hai ishk hai ye