Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Badi Rangin Hai Rango Ki Ye Shaam
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Aadhi Raat Ke Baad (1965) | Prem Dhawan | Masti Bhare Geet | |||||
badi rangin hai rango ki ye sham
badi rangin hai rango ki ye sham
nazar bhar dekh lo jannat hai isi ka naam
badi rangin hai rango ki ye sham
rangile rashto pe kuch aise hai nazare
utar aaye hai jaise jami pe chand tare
rangile rashto pe kuch aise hai nazare
utar aaye hai jaise jami pe chand tare
jidhar jate nazar fere
wahi pe samjha dil ko mila gaya aaram
badi rangin hai rango ki ye sham
badi rangin hai rango ki ye sham
hai duba mastiyo me yaha sara zamana
kahi pe tu bhi kho ja kahe mausam suhana
hai duba mastiyo me yaha sara zamana
kahi pe tu bhi kho ja kahe mausam suhana
idhar dekho zara has ke
ke deti hai nazar tumko pyar ka paygam
badi rangin hai rango ki ye sham
badi rangin hai rango ki ye sham
na jane is hawa me nasha kaisa bhara hai
ke jo ek baar aya yahi ka ho gaya hai
na jane is hawa me nasha kaisa bhara hai
ke jo ek baar aya yahi ka ho gaya hai
machalne do jo dil machle
ke dekha jayega jo ho pyar ka anzam
badi rangin hai rango ki ye sham
badi rangin hai rango ki ye sham
nazar bhar dekh lo jannat hai isi ka naam
badi rangin hai rango ki ye sham