Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Badi Buland Meri Bhabhi Ki Pasand
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Roshan | ||||
C.i.d. Girl (1959) | Anand Bakshi | ||||||
badi buland meri bhabhi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi kya jodi hai
der to hai shadi me par thodi hai
badi buland meri bhabhi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi kya jodi hai
der to hai shadi me par todi hai
juban hai chup aur najar juki
chute dilo me phuljadiya phuljadiya
raam kare dono ko lage
janam janam ki hathkadiya hathkadiya
kaho to ab vo ghadi aayegi kab
jab bajegi shehnai kya jodi hai
der to hai shadi me par thodi hai
badi buland meri bhabhi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi kya jodi hai
der to hai shadi me par thodi hai
sajega dulha sehre pe
sajegi dulhan ghunghat se ghunghat se
padenge mantar pandit ji fere padenge jhat pat se
jhat pat se chhodo bharm juthi muthi ye sharm
mujhe de lo pehli badayi kya jodi hai
der to hai shadi me par thodi hai
badi buland meri bhabhi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi kya jodi hai
der to hai shadi me par thodi hai
bade miya to bade miya
chote miya subhan alla suban alla
abhi se devar bane fire
yu hi macha diya halla suban alla
jyada na chak bas liya hai maine khat padh
bade chadke dono bhai kya jodi hai
akal to hai dono me par thodi hai kya kehne bhabhi
badi buland meri badi ki pasand
par kam nahi kuch bhaiya bhi kya jodi hai
der to hai shadi me par thodi hai