Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bade Shokh Hote Hai Husnwale
|
Yusuf Azad | Bulo C Rani | ||||
Black Tiger (1960) | Tabish Kanpuri | ||||||
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
ye chahe to duniya ko
pagal banade
kayamat se pahle
kayamat utha de
ke inko javani ki dolaut
mili hai najakat mili hai
shrart mili hai
magar hum ko inse
yahi ek gila hai
ke dil ki jagah inko
pathar mila hai
jise aajmana ho aaj ma le
bade hi siyale bade bhole bhale
khuda inka saya kisi
par na dale
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
adao ke khajar chalate hai dil par
nigahe se bijli girate hai dil bar
nafa se vafa hai
nafa se mohabbat
bade sang dil hai
bade be murabat
nigahe badln koi inse sikhe
dilo ko kuchalna koi inse sikhe
ye katil najare
jahan se nirale
gaya kam se jo pada inke pale
khuda inka saya kisi
par na dale
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
ye jalim jis dekh le muskura kar
uska hi hokar rahe jindagi bahr
kare koi kis dil se inki tamnna
samjte hai ye aashiko ko
khilona
inhe dene vale ne har chij di
magar inme vafa ki kami hai
hajaro dilo par hai inki hukmat
magar julm dane ki hai inki aadat
na pad jaye tumko bhi jine ke lale
ye bedard sunte nahi dil ke nale
khuda inka saya kisi
par na dale
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
vafa kya hai ye jante hi nahi
mohabbat ko ye mante hi nahi
garj inki fitrat me hai bevafayi
jo inse mila jan usne gavayi
kyamat se badkar hai ye husan vale
jo palke hai nastar to
aab ru hai bhale
khuda inka saya kisi
par na dale
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
ye nadan bhi hai
ye husiyar bhi hai
ye masum bhi hai
ye ayar bhi hai
ye darte nahi jara bhi khuda se
agar koi mar ajaye inki bala se
khuda ke liye pyar inse na karna
mohabbat ka ikrar
inse na karna
jamane se hai dang inke nirale
ye jitne gore hai
utne hai kale
khuda inka saya kisi
par na dale
bade shokh hote hai
ye husn vale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
khuda inka saya kisi
par na dale
lyrics type by : sushma deshwal