Lyrics of Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein - बड़े से शहर में छोटे छोटे घर में
aankhon se bachakar, lo rakho chhupakar
pyar ko kabhi kisi ki najar na lage
chand ko churakar, mathe pe sajakar
haule chalna raat ko khabar na lage
sitare dhund laye hai, andhero pe sajaye hai
jaise diwaali ki ho raat jindagi
bade se shehar mein chhote chhote ghar mein
itani ye khushiya bolo rakh de kahan
pyar muskurahat sapno ki aahat
jo bhi manga mil gaya
bade se shehar mein chhote chhote ghar mein
itani ye khushiya bolo rakh de kahan
pyar muskurahat sapno ki aahat
jo bhi manga mil gaya
aajkal ik nanhe mehman se
batein karu khwabon mein
dono kahaniya banate, jhuti sachchi hai batate
maine kal us se kaha yaar ab aa bhi jaao ghar kabhi
bheegne se tum na darna, khushiyon ki hai barsatein
sitare dhund laye hai, andhero pe sajaye hai
jaise diwali ki ho raat jindagi