Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bade Pyar Se Milna Sabse Dunia Me
|
Mohammed Rafi | Shivram | ||||
Sati Anusuya (1956) | Bharat Vyas | ||||||
bade pyar se milana sabse
bade pyar se milana sabse
bade pyar se milana sabse
duniya me inshan re
kya jane kis besh me baba
mil jaye bhagwan re
bade pyar se milana sabse
kaun bada hai kaun hai chaota
kaun bada hai kaun hai chaota
uncha kaun aur nicha
prem ke jal se sabhi ko sincha
ye hai parbhu ka bagicha
o ye hai parbhu ka bagicha
mat kincho tum diware
mat kincho tum diware
inshano ke darmiyan re
kya jane kis besh me baba
mil jaye bhagwan re
bade pyar se milana sabse
o mahant ji
o mahant ji
tum mahant ji khoj rahe unhe moti ki ladiyo me
prabhu ko moti ki ladiyo me
kabhi unhe dhudha hai kya bhukho ki antdiyo me
garibo ki in antdiyo me
deen jano ke asuan me
deen jano ke asuan me
kya kabhi kiya hai sanan re
kya jane kis besh me baba
mil jaye bhagwan re
bade pyar se milana sabse
kya jane kab sham murari
aa jaye bankar ke bikhari
kya jane kab sham murari
aa jaye bankar ke bikhari
kahi laut jaye dwar se
kahi laut jaye dwar se
liye bina koi dhan re
kya jane kis besh me baba
mil jaye bhagwan re
bade pyar se milana sabse
duniya me inshan re
kya jane kis besh me baba
mil jaye bhagwan re
bade pyar se milana sabse