Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bade Maze Se Guzar Jayegi
|
Kishore Kumar, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Shashi Kapoor | |||
Chor Sipahee (1977) | Anand Bakshi | ||||||
bade maje se gujar jayegi ye jindagi
bade maje se gujar jayegi ye jindagi
hum dono me agar ho jaye dosti
jaise bhi gujre gujar jayegi ye jindagi
chor sipahi me hoti nahi dosti
bade maje se gujar jayegi ye jindagi
hum dono me agar ho jaye dosti
chor sipahi me hoti nahi dosti
nadan hai tu jyada na bol
apne tarazu me mujhko na tol
apne tarazu me mujhko na tol
ye heere moti hai sab anmol
ye heere moti hai sab anmol
inke aage tere sach ka kya mol
tere sach ka kya mol
sach se jyada nahi chiz koi kimti
chor sipahi me hoti nahi dosti
hum dono me agar ho jaye dosti
kis bat par yu machalta hai tu
kyu is garibi me jalta hai tu
kyu is garibi me jalta hai tu
masti me girta sambhalta hai tu
masti me girta sambhalta hai tu
kyu in andhero me chalta hai tu chalta hai tu
lekin andhero me chamak jaye roshni
hum dono me agar ho jaye dosti
chor sipahi me hoti nahi dosti
teri sharafat hi daulat teri
lalach ke is marz ne chin li
lalach ke is marz ne chin li
teri to bas thi ek nokri
wo bhi tere farz ne chin li
aisi amiri se achi hai ye muflishi
chor sipahi me hoti nahi dosti
hum dono me agar ho jaye dosti
hoti nahi dosti ho jaye dosti
hoti nahi dosti ho jaye dosti