Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bade Hain Dil Ke Kaale
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Usha Khanna | Shammi Kapoor, Asha Parekh | |||
Dil Deke Dekho (1959) | Majrooh Sultanpuri | Dance Songs, Romantic Songs | |||||
bade hai dil ke kale ha
yahi neeli si ankhon wale
soorat buri ho bura nahi dil mera
na ho yakeen azma le
bade hain dil ke kale
yahi neeli si ankhon wale
soorat buri ho bura nahin dil mera
na ho yaqeen azma le
meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah
meri jaan wah wah wah wah wah
jaise bhale ho sab hai khabar
sher-o-shararat ki ye nazar
ankho me ankhe dal ke ham
kho gaye ab to jane jigar
ha yahi to the abhi aap kidhar gaye
samjho hame ham jan se guzar gaye
jeete ji mar gaye wah ji wah
marna meri zindagi hai diwana hu pyar ka
tum bhi ek din azma ke dekho to zara
bade hain dil ke kale ha
yahi neeli si ankhon wale
soorat buri ho bura nahi dil mera
na ho yakeen azma le
meri jan wah wah wah
meri jan wah wah
meri jan wah wah wah
meri jan wah wah wah wah wah
rok bhi lo ab apni zuban
warna qayamat hogi yaha
ham bhi qayamat se nahi kam
jaoge bachke dur kaha
ha hamko bade bade dhundh ke hare
dhundh hi layenge dil ke sahare
aap kisi ke bhi hai wah ji wah
khul jayega haal tum pe dil-e-beqarar ka
naino se naina milake dekho to zara
bade hain dil ke kale ha
yahi neeli si ankhon wale
soorat buri ho bura nahi dil mera
na ho yaqeen azma le
meri jan wah wah wah
meri jan wah wah wah
meri jan wah wah wah
meri jan wah wah wah wah wah