Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Badatamizi Pe Ham Aa Gaye To, Aankh Milaaungi
|
Asha Bhosle | Anu Malik | Karishma Kapoor | |||
Fiza (2000) | Sameer | ||||||
badatamizi pe ham aa gaye to
tum sharifo kaa phir kya hoga
hai shishe ke ghar tumhaare
maaraa patthar to phir kya hoga
aankh milaungi aankh churaungi
dil dhadakaaungi hosh udaaungi
ai sab ko mana lungi sab ruth gaye to kya
mai naachu bin payal ghugharu tut gaye to kya

aankh milaaungi aankh churaaungi
dil dhadakaaungi hosh udaaungi
ai sab ko mana lungi sab ruth gaye to kya
mai naachu bin payal ghugharu tut gaye to kya
mai naachu bin payal ghugharu tut gaye to kya
kuchh mushkil thi meri zara der se aayi hu
lekin mai mohabbat ke nazaraane laayi hu

dil kaanch ke hote hai ye tut gaye to kya
mai naachu bin payal ghugharu tut gaye to kya
mai naachu bin payal ghugharu tut gaye to kya
maana ke duniya me har kadam pe dhokha hai
auro pe nahi lekin mujhe khud pe bharosa hai

jo kachche dhaage the vo tut gaye to kya