Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Bada Hi Pyaara Maika
|
Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | ||||
Duniyadari (1977) | Vitthalbhai Patel | Dance Songs | |||||
bada hi pyara maika bada hi pyara mayka
par piya bin raha nahi jaye
mai sharmau dil ghabraye
mai sharmau dil ghabraye
babul se bhi kaha nahi jaye
bada hi pyara maika bada hi pyara mayka
par piya bin raha nahi jaye
mai sharmau dil ghabraye
mai sharmau dil ghabraye
babul se bhi kaha nahi jaye bada hi pyara mayka
bat hai kal ki bachpan ki galiyo ko chhod ke aayi
chadti umar mausam ki masti leke mai tan me aayi
gaw gali panghat chorahe
dhum machane aayi bhul ke baiya babul ko mai
apne piya ko bhyi apne piya ko bhayi
sajan se koi kah de
sajan se koi kah de ab der na lagaye
ram kasam der piya ki
ram kasam der piya ki
ab to sahi na jaye bada hi pyara mayka
shishe me jab chehra dekhu yad piya ki aaye
jaise mere rup ke andar uska rup shamaye
rang ude murjhaye tan sara or pasina aaye
bhige tan me agan lage to
usko kon bujhaye usko kon bujhaye
nind nahi aaye nind nahi aaye
kariyo ko upay
bhor bhaye jab lu angdayi
bhor bhaye jab lu angdayi
dard ye saha nahi jaye bada hi pyara mayka
kab se sunti aayi hu mai sapno me sahnayi
tabse kismat lage meri jabse piya man bhaye
barso pahle jo dua mangi aaj safal ho payi
maan gaye uske ghar wale
lahre khushi ki chai lahre khushi ki chai
piya se koi kah do piya se koi kah do
sehra bandh ke aaye sath leke aaye barati
sath leke aaye barati doli me mujhe le jaye
bada hi pyara maika bada hi pyara mayka
par piya bin raha nahi jaye
mai sharmau dil ghabraye
mai sharmau dil ghabraye
babul se bhi kaha nahi jaye bada hi pyara mayka