Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Babul Ke Ghar Se
|
Chandrashekhar Gadgil | R D Burman | ||||
Itihaas (1987) | Anand Bakshi | ||||||
marne wali tere gam me umar bhar royenge ham
rone se hoga naa kam ye gam magar royenge ham
babul ke ghar se doli me babul ke
ghar se doli me jati hai kawariya
meri ladli beti ki arthi ki hai taiyariya
babul ke ghar se doli me jati hai kawariya
meri ladli beti ki arthi ki hai taiyariya
kismat mujhko loot gayi duniya muhjse ruth gayi
mere moti bikhar gaye meri mala loot gayi
mujhko diwana kar degi ye meri dushwariya
meri ladli beti ki arthi ki hai taiyariya
pahle mujhko jaana tha mujhse pahle tu chal di
dekha hi kya tha tune aisi bhi thi kya jaldi
mithli tune abhi se kyu ye mithuli tune abhi se kyu
ye ankhiya pyariya pyariya
meri ladli beti ki arthi ki hai taiyariya
jhule me bhi daala tha jhule me bhi daala tha
girte huye sambhala tha loriya de deke tujhko
kitne laad se pala tha
kis dil se teri chitaa me kis dil se teri chitaa me
rakh du chingariya
meri ladli beti ki arthi ki hai taiyariya
babul ke ghar se doli me jati hai kawariya
meri ladli beti ki arthi ki hai taiyariya