Lyrics of Baat Pate Ki Kahe Madaari - बात पते की कहें मदारी
kadar kadar
kadardano meharbano
ek zamana tha, ek zamana tha
jab bhagwan krishan murli bajate the, bajate the
aur log jhum jhum jaate the, jhum jaate the
gaiya jhum uthti thi, jhum uthti thi
gopiya naach uthti thi
are jamure bol madari
ab main murli bajau nahi nahi nahi nahi
aisa mat karna kyu kyu kyu
kyu ki sare gadhe sadak pe jama ho jayenge
aur traffic jaam ho jayega
ha baat pate ki kahe madari
khel tamasha duniya sari
baat pate ki kahe madari
khel tamasha duniya sari
ek madari char jamure
ek madari char jamure
miljul kar hum paanch hai pure
naam alag hai hum sabke par
naam alag hai hum sabke par
ek hai jaan humari
ha baat pate ki kahe madari
khel tamasha duniya sari
ae baat pate ki kahe madari
khel tamasha duniya sari
dugdugi baaje dam dam dam
bandar naache chham chham chham
aha dugdugi baaje dam dam dam
bandar naache chham chham chham
kisi filmy hero se ye nahi kuch kam
kisi filmy hero se ye nahi kuch kam
iske pichhe padi bandariya
kab se ek kanwari
ha baat pate ki kahe madaari
khel tamasha duniya sari
bacche log are bajao taali
bas kar bas kar bas kar
ab aati hai are aati hai nakhre wali
chhedoge to degi wo gaali
gaal pe lali paanv me ghunghru
munh me paan supari
are chhedoge to degi wo gaali
gaal pe lali paanv me ghunghru
munh me paan supari
baat pate ki kahe madari
khel tamasha duniya sari
ha baat pate ki kahe madari
khel tamasha duniya sari