Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Baat Niklegi To Phir Dur
|
Jagjit Singh | Jagjit Singh | Jagjit Singh | |||
Classics Collection (Jagjit Singh) (0) | Kafil Azar | Live Performance | |||||
bat niklegi to fir dur talak jayegi
log bewajah udasi ka sabab puchenge
ye bhi puchenge ke
tum itni paresha kyu ho
ungliya uthengi
sukhe hue balo ki taraf
ek najar dekhenge
gujre hue salo ki taraf
chudio pe bhi kayi
tanj kiye jayenge
kapte hatho pe fikre
kashi jayenge
log jalim hai
har ek bat ka tana denge
log jalim hai
har ek bat ka tana denge
bato bato me mera
jikar bhi le aayenge
unki bato ka jara sa bhi
asar mat lena
warna chehre ke tasus se
samjh jayenge
chahe kuch bhi ho
sawalat na karna unse
chahe kuch bhi ho
sawalat na karna unse
mere bare me koi bat
na karna unse
bat niklegi to fir dur talak jayegi