Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Baalam Nazariya
|
Madhura Shantaram | Ram Ganguly | ||||
Post Master (1955) | Verma Malik | ||||||
mohabbat hath bandhe khadi hai jra thahar jaa
rat aarmano se bhari hai jra thahar jaa
baalam nazariya ldaye hat hat ke
baalam nazariya ldaye hat hat ke
aachal me rha gai sharam si lipat ke
aachal me rha gai sharam si lipat ke
baalam nazariya re hoye
aankho ki rahon se aajau chup chup
aankho ki rahon se aajau chup chup
duniya hai zalim to baalam bhi chup chup
pakdo na baiya pakdo na baiya
meri ghughat ulat gai hay re rama hay re rama
pakdo na baiya meri ghunghat ulat gai
aachal me rha gai sharam si lipat ke
baalam nazariya re hoye
dekho ji baaten kro na aakad ke
dekho ji baaten kro na aakad ke
roko na mujhko duppta pakd ke
duppta pakad ke duppta pakad ke
hay re rama hay re rama
khelo na na julfo me ratiya simat ke
aachal me rha gai sharam si lipat ke
baalam nazariya re hoye
akeli samajh ke kro na yun chari
koi baat hai to dil me tumhre
dil me tumhare dil me tumhare
aata hai dariya nadi ko palat ke
hay re rama hay re rama
aata hai dariya nadi ko palat ke
aachal me rha gai sharam si lipat ke
aachal me rha gai sharam si lipat ke